Wednesday, 2 March 2016

Aawaara hawaao ka theekana pataa nahi
koi hai unka apna, begaana bataa kahi?
bedaag agar ho to jamaane se na daro!
Duniyaa me bekasur ki koi khataa nahi !
     
        ------ Housla