"Dukh de kar sawaal karte ho,
tum bhi GHALIB kamaal karte ho!
Dekh kar puch liya haal mera,
chalo kuch to khayaal karte ho!!!
Shahar-e-dil me ye udaasiyaan kaisi?
ye bhi mujhse sawaal karte ho!?
marnaa chahe to mar nahi sakte
tum bhi jeena muhaal karte ho,,,,,
ab kis-kis ki misaal du tumko!?!
HAR SITAM LAAJWAAB KARTE HO!!!
tum bhi GHALIB kamaal karte ho!
Dekh kar puch liya haal mera,
chalo kuch to khayaal karte ho!!!
Shahar-e-dil me ye udaasiyaan kaisi?
ye bhi mujhse sawaal karte ho!?
marnaa chahe to mar nahi sakte
tum bhi jeena muhaal karte ho,,,,,
ab kis-kis ki misaal du tumko!?!
HAR SITAM LAAJWAAB KARTE HO!!!
